Browsed by
Category: हिंदी

कोशिश करने वालों कीकभी हार नहीं होती

कोशिश करने वालों कीकभी हार नहीं होती

लहरों से डर कर
नौका पार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की
कभी हार नहीं होती।

नन्हीं चींटी जब
दाना लेकर चलती है,
चढ़ती दीवारों पर,
सौ बार फिसलती है।
मन का विश्वास
रगों में साहस भरता है,
चढ़कर गिरना,
गिरकर चढ़ना
न अखरता है।
आख़िर उसकी मेहनत
बेकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की
कभी हार नहीं होती।

डुबकियां सिंधु में
गोताखोर लगाता है,
जा जा कर खाली हाथ
लौटकर आता है।
मिलते नहीं सहज ही
मोती गहरे पानी में,
बढ़ता दुगना उत्साह
इसी हैरानी में…..।
मुट्ठी उसकी खाली
हर बार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की
कभी हार नहीं होती।

असफलता एक चुनौती है,
इसे स्वीकार करो,
क्या कमी रह गई,
देखो और सुधार करो।
जब तक न सफल हो,
नींद चैन को त्यागो तुम,
संघर्ष का मैदान छोड़ कर
मत भागो तुम।
कुछ किये बिना ही
जय जय कार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की
कभी हार नहीं होती।

–हरिवंशराय बच्चन

Us Ne Kaha…

Us Ne Kaha…

Us Ne Kaha Tum Main Pehli Si Baat Nahi?
Main Ne Kaha Zindgi Mein Tera Saath Nahi.

Us Ne Kaha Ab Bhi Kisi Ki Aankhon Mein Doob Jatey Ho?
Main Ne Kaha Ab Kisi Aankh Mein Wo Baat Nahi.

Us Ne Kaha Kyu Itna Toot Ke Chaha Mujhe?
Main Ne Kaha Insaan Hoon Pathar Zaat Nahi.

Us Ne Kaha Kya Main Bewafa Hoon?
Main Ne Kaha Muje Ab Wafa Ki Talash Nahi.

Us Ne Kaha Bhool Ja Muj Ko.
Main Ne Kaha Tum Haqeeqat Ho Koi Khawab Nahi…

Vishwash

Vishwash

Ek chhoti bacchi apne Papa ke saath ja rahi thi.

1 Pul par Paani bahut tezi se bah raha tha.

Papa : Beta daro mat, Mera haath pakad lo.

Bacchi : Nahi Papa Aap Mera haath pakad lo.

Papa (Muskura kar bole) : Dono me kya Antar hai?

Bacchi : Agar main Aapka haath pakdu aur achanak kuch ho jaaye to shayad, Me Aapka haath chhod du. LEKIN agar Aap Mera haath pakdenge to, Main janti hu ke chahe kuch bhi ho jaaye.

“AAP MERA HAATH KABHI NAHI CHHODENGE”

“Aaj bhi Bacche haath chhod dete hai, Maa-Baap nahi”

Love your Parents..

Dedicated to our “PARENT’S”.

Kaisi?

Kaisi?

Silsila tod diya us ne to ye sadaen kaisi?
Ab jo milna hi nahi, phir ye wafaen kesi?

Maine chaha tha sub shikwe gile door karna,
Us ne zehmat hi na ki sun-ne ki to ye aahen kesi?

Le lo wapas ye ansu, yeh tadap aur ye yaaden sari,
Nahi koi jurm mera to phir ye sazaen kesi?

Kuchh Bhi Nahi

Kuchh Bhi Nahi

Kitna Pyaar Diya Usse Par Mila Kuchh Bhi Nahi,
Itni Gehri Chahat Ka Hasil-o-Hasool Kuchh Bhi Nahi.

Woh Hum Se Khafa The To Jaan Nikal Gayi Thi Hamari,
Hum Un Se Khafa Hain To Un Ko Malaal Kuchh Bhi Nahi.

Is Qadar Dukh Diye Hain Na Jaane Kis Khata Par,
Par Hum Bhi Sabar Kar Gaye Aur Kiya Sawal Kuchh Bhi Nahi.

Us Ki khushi Main Hansne Wale Khaas Hain Us Ke Liye,
Dukh Main Us Ke Saath Hum Hamari Misaal Kuchh Bhi Nahi.